Back to Top

Abhijeet Srivastava - Musafir Lyrics



Abhijeet Srivastava - Musafir Lyrics




[ Featuring IP ]

Ik din to wo bhi tha kabhi
Mujh ko mila
Na tha mujhko mera hi pata
Mai hu kya
Roobaroo mai khud se jab hua
Tb usi jagah
Bani jeene ki phir ik wajah
Is tarah
Hua musafir
Phir ik wajah se
Phir roobaroo hu zamaane se
Bana hu mere fasaane se
Ab kisi se koi na gila
Du tujhe bata
Chala mai akela hi chala
Hai mujhe pata
Saath de mera jo yahan
Wo hai mera
Ho koi mujhsa hubahoo
Liye wajah
Teri hi wajah se toh
Bana ye taraana
Goonje in pahadon me
Ye roozana
Lafz kaise nikle ye
Meri zubaani
Yaad hai lekin mujhe
Har kahani
Hua musafir
Phir ik wajah se
Phir roobaroo hu zamaane se
Bana hu mere fasaane se
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.




Ik din to wo bhi tha kabhi
Mujh ko mila
Na tha mujhko mera hi pata
Mai hu kya
Roobaroo mai khud se jab hua
Tb usi jagah
Bani jeene ki phir ik wajah
Is tarah
Hua musafir
Phir ik wajah se
Phir roobaroo hu zamaane se
Bana hu mere fasaane se
Ab kisi se koi na gila
Du tujhe bata
Chala mai akela hi chala
Hai mujhe pata
Saath de mera jo yahan
Wo hai mera
Ho koi mujhsa hubahoo
Liye wajah
Teri hi wajah se toh
Bana ye taraana
Goonje in pahadon me
Ye roozana
Lafz kaise nikle ye
Meri zubaani
Yaad hai lekin mujhe
Har kahani
Hua musafir
Phir ik wajah se
Phir roobaroo hu zamaane se
Bana hu mere fasaane se
[ Correct these Lyrics ]
Writer: ABHIJEET SRIVASTAVA, DHRUV PANDIT
Copyright: Lyrics © Downtown Music Publishing




Abhijeet Srivastava - Musafir Video
(Show video at the top of the page)


Performed By: Abhijeet Srivastava
Featuring: IP
Length: 2:30
Written by: ABHIJEET SRIVASTAVA, DHRUV PANDIT
[Correct Info]
Tags:
No tags yet