Back to Top

Meri Maa Video (MV)




Performed By: Abhimanyu Bhola
Language: English
Length: 5:13
Written by: Aditya Shresth




Abhimanyu Bhola - Meri Maa Lyrics
Official




Satrangi teri anchal
Jaise mamta ka koi badal
Goonje saara aangan
Loriyon sangh bhaaye tera daaman
Sahil ke dono sire jo khule
Waqt ki leherein chale
Ginta- Chunta phirun
Har pal har nishaan main
Jahan jau meri maa
Tere dil me rahun
Tujhse baatein karun aur
Mai kahan jaaun meri maa
Satrangi teri aanchal
Jaise mamta ka koi baadal
Mann me meri jo
Khwahishein pali
Tere aanchal ke ghere se
Chhan ke mili
Chupke-Chupke se jaise
Duwaon me teri
Simti har ek ye udaan meri
Par jo shaam dhali
Aas bhi ab chali
Aur soona hai tujh bin yahan
Ginta- Chunta phirun
Har pal har nishaan main
Jahan jau meri maa
Tere dil me rahun
Tujhse baatein karun aur
Mai kahan jaaun meri maa
Tujhse judi har raah jo guzre
Dhoondte mujhko phire hain
Saare peher aur saari dishayein
Karz se tere bane hain
Ek mod aisa koi to hoga
Tujh tak le jaye wahan
Ginta- Chunta phirun
Har pal har nishaan main
Jahan jau meri maa
Tere dil me rahun
Tujhse baatein karun aur
Mai kahan jaaun meri maa
Ginta- Chunta phirun
Har pal har nishaan main
Jahan jau meri maa
Tere dil me rahun
Tujhse baatein karun aur
Mai kahan jaaun meri maa
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.




Satrangi teri anchal
Jaise mamta ka koi badal
Goonje saara aangan
Loriyon sangh bhaaye tera daaman
Sahil ke dono sire jo khule
Waqt ki leherein chale
Ginta- Chunta phirun
Har pal har nishaan main
Jahan jau meri maa
Tere dil me rahun
Tujhse baatein karun aur
Mai kahan jaaun meri maa
Satrangi teri aanchal
Jaise mamta ka koi baadal
Mann me meri jo
Khwahishein pali
Tere aanchal ke ghere se
Chhan ke mili
Chupke-Chupke se jaise
Duwaon me teri
Simti har ek ye udaan meri
Par jo shaam dhali
Aas bhi ab chali
Aur soona hai tujh bin yahan
Ginta- Chunta phirun
Har pal har nishaan main
Jahan jau meri maa
Tere dil me rahun
Tujhse baatein karun aur
Mai kahan jaaun meri maa
Tujhse judi har raah jo guzre
Dhoondte mujhko phire hain
Saare peher aur saari dishayein
Karz se tere bane hain
Ek mod aisa koi to hoga
Tujh tak le jaye wahan
Ginta- Chunta phirun
Har pal har nishaan main
Jahan jau meri maa
Tere dil me rahun
Tujhse baatein karun aur
Mai kahan jaaun meri maa
Ginta- Chunta phirun
Har pal har nishaan main
Jahan jau meri maa
Tere dil me rahun
Tujhse baatein karun aur
Mai kahan jaaun meri maa
[ Correct these Lyrics ]
Writer: Aditya Shresth
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid


Tags:
No tags yet