Kya kya likhun mein
Tere baare mein
Kya kya likhu mein
Tere baare mein
Khat mere bhar gaye
Dil ke kinaare se
Kya kya likhun mein
Tere baare mein
Mehfooz tu rahe
Yu lafz mein mere
Rakhlu chupa ke yu
Har waqt mein mere
Khana ba dosh se
Ye zindagi meri
Hum dam nhi to kya
Hum saaya hi sahi
Har lafz mera tu
Ahl e hunar mein hu
Kya kya likhun mein
Tere baare mein
Katal Kamal yeh likhti
Waqt dekh Subah ke baje huve 5 hain
Yaadoon ki sajdi thaal dekh
Sitare bane gawah yeh
100 sawaloon ka tu ek jawaab hain bas
Waadein sab
Kiye the sach
Per yeh rab ke haath me waqt
Karu toh kya me aab
Aay
Karu toh kya me jaan aaja tu bata de
Yeh Aansoon ki keemat apne shabdoon se chuka ke
Bula raha hoon
Afir zara palat dekh aake
Lahoon bhara hain
Kalam mein likhne ko taiyaar hai
Katal Kamal yeh likhti
Waqt dekh Subah ke baje huve 5 hain
Yaadoon ki sajdi thaal dekh
Sitare bane gawah yeh
100 sawaloon ka tu ek jawaab hain bas
Waadein sab
Kiye the sach
Per yeh rab ke haath me waqt
Karu toh kya me aab
Khat mere bhar gaye
Dil ke kinaare se
Khat mere bhar gaye
Dil ke kinaare se
Kya kya likhun mein
Tere baare mein