Na darna yaara ab yun
Kehna khud se tu abhi
Thama hai palkein bheegi
Pal ye jaaye kat yunhi
Ke saarey vaastey hai
Yaad sabko aa gaye
Hai jung fir aaj ye
Kabhi ye dharm ke
Adharm ko badhaatey hai
Hai vastra praaan ke ye
Dharm se sajaatey hai
Tu cheerne ko unko
Fir ye yun dahaaad de
Ke jung hai aaaj ye
Ke roshan kar jahaan ko tu
Na haar maaan ni
Na haar maani hai
Watan hai kyuki
Hindostan Mera
Na haar maaan ni
Na haar maani hai
Watan hai kyuki
Hindostan Mera
Mere watan di soni aie fasal
Uthey kannka vi mithhiyaanji
Ho raatein sarrd ve chaldi haawava
Ke dinney tofaaan tikhiyaanji
Ke tu he kar fateh
Tu khud he tera saarthi
Yugon ki khoj me
Jo shunya tu hai bharti
Badhaaley hausla
Tu taan le kamaan ko
Ke jung fir aaaj ye
Jo keh diya hai wo toh
Kar ke he dikhayenge
Bina miley dilon ko
Yun he hum milyayenge
Jo sabka sath ho toh
Jung jeet jayenge
Ke jung hai aaj ye
Na haar maaan ni
Na haar maani hai
Watan hai kyuki
Hindostan Mera
Na haar maaan ni
Na haar maani hai
Watan hai kyuki
Hindostan Mera
Na haar maaan ni
Na haar maani hai
Watan hai kyuki
Hindostan Mera