Moula ya sali wa salim da iman abadan
Awlla habi bika khairil khalqi kulihimi
Moula ya sali wa salim da iman abadan
Awlla habib bika khairil khalqi kulihimi
Sehar ka wakt tha masoom kaliyan muskurati thin
Hawain khair makdam ke tarane gun gunati thin
Abhi jibreel bhi utare na they kaabey ke mimber se
Ke itne me sada ayi yeh abdullah ke ghar se
Mubarak ho shahe har do jahaan tashreef le aye
Mubarak ho Muhammad mustafa tashreef le aye
Moula ya sali wa salim da iman abadan
Awlla habib bika khairil khalqi kulihimi
Na koi aap jesa tha na koi aap jesa hai
Koi yusuf se pooche mustafa ka husn kesa hai
Zameen o aasmaan me koi bhi misaal na mili
Moula ya sali wa salim da iman abadan
Awlla habib bika khairil khalqi kulihimi
Daleel e zindagi wo hain kamaal e bandagi wo hain
Koi bhi daur ho us main meraj e aadmi woh hain
Wohi toh deen o duniya hain jo baatain aap nay kaheen
Moula ya sali wa salim da iman abadan
Awlla habib bika khairil khalqi kulihimi
Koi bhi baat ho har hukm unka mutabar aisa
Kay un ka haan nahin kehna bhi hai quran ke jesa
Hadith e paak kehlaain jo baatein aap nay kahin
Moula ya sali wa salim da iman abadan
Awlla habib bika khairil khalqi kulihimi
Salam us par k jisne be kasoon ki dast geeri kee
Salam us par k jisne badshahi main faqeeri kee
Salam us par k jis k ghar na chandi thi na sona tha
Salam us par k toota boriya jis ka bichona tha
Durood un par salaam un par yehi kehna khuda ka hai
Khuda kay baad jo hai martaba salle ala ka hai
Wohi sardaar e alam hain wohi gham khwaar e ummat hain
Wohi toh hashar kay maidan main sab ki shifaat hain
Shifaat kay liye sab ki nazar un par lagi ho ge
Moula ya sali wa salim da iman abadan
Awlla habib bika khairil khalqi kulihimi
Moula ya sali wa salim da iman abadan
Awlla habib bika khairil khalqi kulihimi