Back to Top

Artist View - Mushkiley (feat.Ronit & Yug Music) Lyrics

Official

Music yug
Ronit
Bade the sapne meri uchi thi soch
School m padta tha karta tha nayi khoj
Mashakkat hoti din bhar meri school ki padai se
Banna chahta tha ca haara barvi ki padai se
Lugai ban gai back meri laut aai wapis teen baar
Aagey badne na deti mujhko kar na jau class paar
Tutions ki fees na hoti jeb m khudse padna padta tha
Paiso ki kami thi mujhpe apna ghr bhi bharna pdta tha
Haar gya tha khud se or chod dia school
Karna tha kuch alag finally ban gaya tha cool
Music ka junoon rago m khoon ban mere dauda
Tab mila tha mr pam or ban gaya hmara joda
Jai jeeru ke karnaame aise bna die humne gaane
Pehla gaana criminal jiski wajah se aya bal
Mr pam mr pam kithey chaleyo
Mai kehya ajj keda nava crime karan challeyo
Sachi kahani ye meri hai
Galtiyo ki wajah se life leri h
Inse Bach pana to waise kaafi mushkil h
Karna chahta bhot kuch ho gai deri h
Sachi kahani ye meri hai
Galtiyo ki wajah se life leri h
Inse Bach pana to waise kaafi mushkil h
Karna chahta bhot kuch ho gai deri h
Ankhein khuli hua late do hazaar terah mai agaya straight
Hum do se hue char shuru hua rap ka craze
Kafi bane aagey gaane unka zikar nahi krunga
Kaiyon ne choda mera saath unko chod aagey badunga
Kuch krna bhi to tha music kaise chod deta
Mod deta dil tod deta rond leta khudko Lekin
Mera ek hi sahara tha
Garhwalo ke lie us waqt ronit nakara tha
Raaton ko na soya jhinjhoda khud ko maine
Fir dance bnaya aim usme safalta prapt ki maine
Us level tak ja pahucha jiske sapne dekhta tha
Unke saath Kiya perform jinko tv pe sunta tha
Desh videsh najane kitne shows kiye hain
Khud k pairo p khada hu khud ki marji se Jeeye hain
Aane wala wqt inhe Sab samjhayega
Ye english mai karenge f*ck
Bhai tera hindi mai chaud jayega
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

English

Writer: Ronit Sindhi
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Artist View

Artist View - Mushkiley (feat.Ronit & Yug Music) Video
(Show video at the top of the page)

Performed By: Artist View
Language: English
Length: 2:31
Written by: Ronit Sindhi

Tags:
No tags yet