Likha Jo us khuda ne
Bna Mai bilkul waisa
Hai jindagi ye Meri
Fir sawal krta tu Kon
Samaaj ki riwayato se baandhna Jo
Chahe
Hai Meri ye azadi iss azadi Mai hai tu kon
Likha Jo us khuda ne
Bna Mai bilkul waisa
Hai jindagi ye Meri
Fir sawal krta tu Kon
Samaaj ki riwayato se baandhna Jo
Chahe
Hai Meri ye azadi iss azadi Mai hai tu kon
Akeli maa hai Ghar pe
Uske bacche do wo krti
Kaam subah shaam bharti
Unke pet ko late ho
Gar kabhi wo kaam se
Samaaj Mai bawaal hoga
Honge phir sawaal
Uski chal pe chalan pe
Wo chalati taxi Kyu
Kamati aise Kyu
Hai jhaadu poncha krle
Teri baat sune wo kyu
Hai jeene ki azadi
Taang adane Wala tu Kon
Uski bhi azadi hai
Bta ab isme tu kon
Likha Jo us khuda ne
Bna Mai bilkul waisa
Hai jindagi ye Meri
Fir sawal krta tu Kon
Samaaj ki riwayato se baandhna Jo
Chahe
Hai Meri ye azadi iss azadi Mai hai tu kon
Likha Jo us khuda ne
Bna Mai bilkul waisa
Hai jindagi ye Meri
Fir sawal krta tu Kon
Samaaj ki riwayato se baandhna Jo
Chahe
Hai Meri ye azadi iss azadi Mai hai tu kon
Akela baap beti ki ummeed bhi
Kami thi maa ke pyar ki
School ki thi fees bhi
Kaisa bharta
Kaam krta
Mamta gum hai
Khud se ladta
Beti ko sula ke apne kamre Mai wo
Aanhe bharta
Dard ko wo rakhta apne andar hi sambhal kr
Jee ke dekh jindagi ye fir kahi sawaal kar
Sawaal krna baad Mai tu pahle ye jawaab de
Hai tu kon
Hai Meri ye azadi iss azadi Mai hai tu kon
Likha Jo us khuda ne
Bna Mai bilkul waisa
Hai jindagi ye Meri
Fir sawal krta tu Kon
Samaaj ki riwayato se baandhna Jo
Chahe
Hai Meri ye azadi iss azadi Mai hai tu kon
Likha Jo us khuda ne
Bna Mai bilkul waisa
Hai jindagi ye Meri
Fir sawal krta tu Kon
Samaaj ki riwayato se baandhna Jo
Chahe
Hai Meri ye azadi iss azadi Mai hai tu kon