Jab ghadi thak kar so jaye
Aur chaand bhi dhalne ko aaye
Ro raha mann mera ab
Par neend mujhe phir bhi na aaye
Vajaahon ki ginti mein hai yeh doori
Dil tode aur jode bhi tu hi
Shayad isliye, kyun na ho samar
Tu ab bhi hai zaruri
Tu ab bhi hai zaruri
Tu ab bhi hai zaruri
Vaadein jab bematlab
Yaadein yeh de dard ab
Baatein bhi ho rahi khaamoshi mein
Raatein bhi kat rahi madhoshi mein
Vajaahon ki ginti mein hai yeh doori
Dil tode aur jode bhi tu hi
Shayad isliye, kyun na ho samar
Tu ab bhi hai zaruri
Tu ab bhi hai zaruri
Tu ab bhi hai zaruri