Behte lamhon se aa milein
Dhalte aasmaan ke tale
Lete hain saansein hazaaron mei
Zindagi hai yaar
Inn nazaaron mei
Pehchaani nazrein
Apnaati baahein
Uljhe se dhaage
Jo khulte hi jaayein
Lehrein hawayein
Woh panchhi bulaayein
Keh de tu unse
Mujhe leke jaayein
Kahin door
Kahin door
Kahin door
Kahin door
Keh de keh de use leke chale aake mujhe
Jahan mere apne chale wahan jana hai mujhe

Soonepan ki gehraayi se
Behna to hai un baharoon mei
Sehme se rehte diwaroon mei
Ud jayein Yadoo ki un hawawo mei
Chalte tehalte
Woh bin bole gaayein
Gaane woh apne
Jo ghar leke jaayein