Back to Top

Iqbal - Daikhain Gaye Lyrics

Iqbal - Daikhain Gaye Lyrics

Daikhain gaye
Hum bhi tho daikhain gaye
Hum bhi tho daikhain gaye
Hum bhi tho daikhain gaye
Khuli makaari, hum bhi tho daikhain gaye
Jallan jaalai, hum bhi tho daikhain gaye
Waadaa khilafi, hum bhi tho daikhain gaye
Garam mazaji, hum bhi tho daikhain gaye
Khudi sawal sab uthathay munafiq
Kab tak ye jhailain gaye?
Kab tak ye jhailain gaye?

Sarmayadaari nizam
Khudi kai wazan sai pissee awam
Mazdoor kai gosht kee qeemat yahan lagti hai
Ghareeb kai khoon kee nehrain yahan behti hain
Kaidi hain, sab waisay ka waisay hee hai
Jis kee hukoomat ussi kee rally hai
Fori tabdeeli kee baatain sab faaltoo hain
Iss zulm kai chaoon mai bhi zindagi chaaloo hai

Aurat kai jisam mai qaum kee izzat na dhoond
Khudi loot kar poochain kon kon 'pak' hai
1971 tho rakha dhaka kar hamsai
Par lagti sab kal kee hee baat hai
Pahar e Raaz hai
Jhoot kee rah aur choti pai taaj hai
Haq kee baatain saari fahash hain
Kalaam e Iqbal sai sab bai niqaab hai

Waaday aur naaray, lambay afsaanay
Amal kai waqt phir ye dhoondain bahanain
Nikalnay walay lootain dukaanain, tyre jalanay aur shar ko phelanay
Khudi kee anna kai ghulam
Ehtaram auron ka sastay daam
Nahi badlay ga thoo kuch bhi akailay
Kya lab rahay bhi azaad ab tairay?

[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

English

Writer: Momin Iqbal
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Iqbal

Iqbal - Daikhain Gaye Video
(Show video at the top of the page)

Performed By: Iqbal
Language: English
Length: 2:29
Written by: Momin Iqbal
[Correct Info]
Tags:
No tags yet