Ek chehra tha noorani ka shararti man mastani ka
Woh bhaag chali abh door kahi lekar husan jawani ka
Lakho daude piche piche sabh dhundla hai ankhein miche
Khamoshi se Janat woh chali par chod gai shareer niche
Ek chehra tha noorani ka shararti man mastani ka
Woh bhaag chali abh door kahi lekar husan jawani ka
Lakho daude piche piche sabh dhundla hai ankhein miche
Khamoshi se Janat woh chali par chod gai shareer niche
Kasoor hai mera
Joh hogaya tha mei tujhpe fida
Masoomiyat pe na daag dikha
Deewana kargai aur legai maza
Tumse Mohabbat hai bepanah
Khud joh kayamat katil haseenah
Atish adaye nazre nagina
Joh Ishq mei jal Jaye aisa kamina
Makhmali si woh mashuka
Man Gud guda joh Rahi 100 martabah
Koi kashish hai yah koi nasha
Iss hawa mei ghul gaya ashiq naya
Makhmali si woh mashuka
Man Gud guda joh Rahi 100 martabah
Koi kashish hai yah koi Nasha
Iss hawa mei ghul gaya ashiq naya
Tooh hee Sanam tooh hee marham tujhpar hee mar mitnah
Barasjah bankar tooh shabnum sharbat sa hai samaah
Mere khuda karde karam reham ata farmah
Na jineh dega yeh zalim zamanah nah nah nah
Marhabah
Aa lechaloo tujhko aisee jagah
Azad hogi tooh hardum sada
Jaa jile khulke tooh khawish bata
Tooh sangemar mar ki hai
Tujhe chahe sabhi
Tooh khush bhi hai yah nahi
Nah puche koi
Tumse Mohabbat hai bepanah
Khud joh kayamat katil haseenah
Atish adaye nazre Nagina
Joh Ishq mei jal Jaye Aisa kamina
Makhmali si woh mashuka
Man Gud guda joh Rahi 100 martabah
Koi kashish hai yah koi Nasha
Iss hawa mei ghul gaya ashiq naya
Makhmali si woh mashuka
Man Gud guda joh Rahi 100 martabah
Koi kashish hai yah koi Nasha
Iss hawa mei ghul gaya ashiq naya