Raakh hai be-paakh hai
Khudgarz hai yeh jahaan
Chehra haseen fitrat nahi
Hote hai sab haiwaan
Dard ki dawa nahi marz hai yeh jahaan
Ho sake toh tu bhi aa baith meri jagah
Mein anjaani hu mein begaani hu
Duniyaa se kya hai mera vaasta
Yeh zindagi toh hai bandagi toh
Tu hi bata kaise jiyein yahaan
Noche, kharochay, cheere jism mera
Khuda hai toh kahaan hai woh
Pooche zakhm mera
Dard ki dawa nahi marz hai yeh jahaan
Ho sake toh tu bhi aa baith meri jagah
Mein anjaani hu mein begaani hu
Duniyaa se kya hai mera vaasta
Yeh zindagi toh hai bandagi toh
Tu hi bata kaise jiyein yahaan
Mein anjaani hu mein begaani hu
Duniyaa se kya hai mera vaasta
Yeh zindagi toh hai bandagi toh
Tu hi bata kaise jiyein yahaan