Back to Top

N Kher - Faasle Lyrics

N Kher - Faasle Lyrics

Faasle
Mere tere beech ke wo faasle faasle faasle
Mere tere beech ke wo faasle
Faasle
Mere tere beech ke wo faasle faasle faasle
Mere tere beech ke wo faasle

Jitne bhi they dur lekin
Itne naa they faasle
Mere tere beech ke wo faasle
Dosti jab gehri thi
Akele na tab saas le
Khaana peena uthna baithna
Saare pantar mere khaas they
Paas me
Thaali hoti khudki fir bhi wo
Khaate mere taat se
Wo bhi kitne chaav se
Shukravar kii shaam pe
Bulate bina bhaav ke
Umar chabees
Par hard they svabhaav se
Janamdin manate jaise aakhri waali raat
Haath me uburger lekar chiddiya ko udaa
Sairaat ke Gaane pe naache sab saath
Befikar chehre bas Milne kii aaghaaz
Phir hota mujhko naaz
Tab wali baat pe
Wo bhi bade shaan se
Mu pe mere mujhko gaali
Abbu mujhko maante
Umar chabees
Par hard they svabhaav se
Tab ke ye haalath they

Faasle
Mere tere beech ke wo faasle faasle faasle
Mere tere beech ke wo faasle
Faasle
Mere tere beech ke wo faasle faasle faasle
Mere tere beech ke wo faasle

Badli saari duniya
Tab badle iske log
Ram jaane sabko laga
Kis zamane ka rog
Ab to lagte wo to jaise
Mere baaju me hii baithey
Par mujhko na wo jaante
Jaanke bhi mupe hasi par
Peeche se wo laat de
Ab to jitne paas baithe utne lambe faasle
Faaslo se lambe lagne lage Inke raaste
Raastein alag aur ravaiiyee de bhet me
Bilkul bhi na raas ye
Kismat thii phooti jo mujhko hii kosti
Boli nakli teri yaari aur sasti sii dosti
Mitraancha cha dosh Maitree cha nawta
Aakhir mein jaakar wo bani sab pe bhoj thi
Wo sochti, Haan...
Kaam ko chodkar jo Jumma manaate
Kaam ke bahane ab ek dusre ko banaate... phasaate
Faasle jo bad gaye they bade gaye they haath se
Chidne wo lag gaye they lag gaye they choti sii baat pe
Mere hii to saath they jo
Mere hii to paas they jo
Dikhne lage saaf they wo
Mere tere beech ke faasle
Jitne kareeb ab unse bade faasle
Mere tere beech ke wo faasle
Ab ke ye haalath hai
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

Writer: Namesh Kher
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: N Kher

N Kher - Faasle Video
(Show video at the top of the page)

Performed By: N Kher
Language: English
Length: 2:53
Written by: Namesh Kher

Tags:
No tags yet