Back to Top

Shukriya Video (MV)

Performed By: Neeraj Syot
Language: English
Length: 4:08
Written by: Dharmbir Singh
[Correct Info]

Neeraj Syot - Shukriya Lyrics
Official

Yeah
It's for you maa
Tribute to all mother's in the world
Yeah
Neeraj Syot
Chhote ya bade mere zakhm jo bhi tune sabke liye marham diya
Toh shukriya
Eh Maa shukriya
Pareshaaniya har dum jheli fir bhi na aankho ko nam kiya
Toh shukriya
Eh Maa shukriya
Mere harr liye dukh sab tu ne aanchal ke peeche khud gum peeya
Toh shukriya
Eh Maa shukriya
Apne armaano ka kar qatal jo tu ne mujhko zanam diya
Toh shukriya
Eh Maa shukriya
Suno maa
Arsa beet gaya tere haath ka khaana naseeb hua na
Mai do aane paane ke moh mein duniya mein sabse gareeb hua maa
Kareeb raha na jo tere
Kon mujhsa hai badnaseeb yaha
Chaahe bukha mai baitha hoon do din se par tujhko kahu sab theek yahaan
Kyuki
Mujhe pata hai maa
Tujhe har pal meri fikar
Zigar ka mai tukda aapke aur mere aap jo na hote toh jaata bikhar
Iss duniya ki bheed mein
Ek tu hi toh hai jise bata sakta hoon nidar hoke mai
Chuppaata hoon kuch baate jaise
Kabhi kabhi gum mein liquor pee kar
Karta hoon yaad teri gaud mein sar rakh ke jo milta woh gayab sukoon ab
Jhooth keh na saku door reh na sakoon ab
Raah mai taku kab
Jab seene se laga ke hai rona ki kaise mai ban chuka hoon khilona
Zindagi ka yeh khel ghinona mai paas rahu tere bhaad mein gaya diploma maa
Mai toh zaahil sa bachha hoon
Ek aap hi mere Drauna
Na sona raato ko soch ke yahi
Ki mere bete ke sehar mein Corona
Hai fail chukaa
Sab kaam ruka
Sochke yahi tera palke bhigona
Aur mai nasamjh jo daant deta
Ki dekho mai abhi zinda hoon na maa

Maana ki call na karta roz
PAPA bhi heere par bahar se thos
Bees saal se baitha kha raha ghar pe
Par samjha ni mujhe kabhi bojh
Aapke sar pe hi mauj
Tabhi toh gaane compose kar kar ke
Maine khadi kari fauj
Raahat ki neend mile maa ki gaud mein toh makhmali gadde sab flop
Doodh ka karaz
Saari umar bhi na chuka paau tune baant liye mere dukh dard
Aanchal mein chhupaake hawa garam ho ya sarad
Tere diye honslo se hi bana hoon mai marad
Ki jaisi bhi ho sadak tu chalte jaa
Saare gusse aur aansu ko nigalte jaa
Teri saari musibato ko masalte jaa
Thokar bhi khaale par sambhal ke jaa
Tujhse hi seekha maine maaf karna aur payaar karna insaaf karna
Aur dare sehme se dil ko dikha kar raasta vishvaas bharna
Kaise mai jaauga haar maa hai teri dua mein zor bhot
Ik teri badault mai lad jaau rab se waise toh mai kamzor bhot
Sab se sune taane mere liye meri haar ko bhi kiya savikaar tune maa
Thi bimaar ghar ka saara kaam kiya na aayi tere hothon pe naa ek baar
Kya tujhe nahi jeene ka koi adhikaar kyu teri zindagi mein na koi itwaar
Tu bhi toh insaan tu mera bhagwaan aur tujhpe mai jaau meri jaan kurbaan

Jab akela nikla tha zindagi ki daud mein
Tab uska haath fir yaad aaya
Iss baar bas akela rota hoon
Aur aansu ponchne bhi koi nahi aaya
Ab toh seekh liya tha khaana
Aur ab toh chal bhi khud leta hoon
Bada khud ko kitna bhi samjh loon
Par abhi bhi mai uska wahi beta hoon
Abhi bhi mai uska wahi beta hoon
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

English

Writer: Dharmbir Singh
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Neeraj Syot

Tags:
No tags yet