Ao
Chalain
Kahani sun-ne
Aik tajir to tha
Umeedein baichta
Kehta kuch phir
Karta kuch
Band darwazoun ke peechay wo o-o-o
Aur ham bewaqoof kehte oh oh oh oh
Khair, nadani, khoon mein to hai
Phir, poochta, maa se ab mein ke
Ghar yaad karne
Ka faida kia hai
Na bijli na gas hai
Par bill 30 hazaar Hai
To kya jeena yehi Hai
Ya marna to sahi Hai
Roz ki soch hai ye aam
Ab
Mein
Kya
Kahoun
Ye he to
Silsila hai
Ye he to
Sawal hain
Anjaan se inkay
Jawab hain
Par kya karoun
Ay khuda mein
Tajir ko kehta tha mein
Sab tujhay jante to hain
Qabar ka sochta hai tu
Phir ye sab karta hai kiun
Band darwazoun ke peechay wo o-o-o
Aur ham bewaqoof kehte oh oh oh oh
Khair, nadani, khoon mein to hai
Phir, poochta, maa se ab mein ke
Ghar yaad karne
Ka faida kia hai
Na bijli na gas hai
Par bill 30 hazaar Hai
To kya jeena yehi Hai
Ya marna to sahi Hai
Roz ki soch hai ye aam
Ghar yaad karne
Ka faida kia hai
Na bijli na gas hai
Par bill 30 hazaar Hai
To kya jeena yehi Hai
Ya marna to sahi Hai
Roz ki soch hai ye aam