Back to Top

Shah Saaein - Laal Salam Lyrics

Shah Saaein - Laal Salam Lyrics

Laal salam se shuru kalam, haram hain kaam
Roz-e-mehshar tamam
Din-o-raat araam, hamaam, nakaam se lagein
Saray khas o aam
Ta'teel, nigraam bikein aam k daam
Mezbaan chirhay dekh mehmaan
Bint-e-lagaam, zan bezaar, zan py waar
Chandd ki maar, ghum ki shaam, rabb k saath
Likhnay laga mein dastaan
Khullay saand, kalay naag
Maalikan, barjamaan
Haqq ko jaan, sach pehchaan
Yakk zubaan, awaaz utha

Cheen le azaadi ye haweliyon mein bandd hain
Cheen le azaadi k ye ankhein ab bhi namm hain
Cheen le azaadi k ye tera hi tou haqq hai
Cheen le azaadi shayad bacha thora waqt hai

Berhiyan torh, ghuamiyan chorh
Khud ko kisi se kamm na soch
Barbari tou rabb ne di hai
Khud ka nai tou kal ka soch
Unka soch jo ayenge
Kia mun unhe dikhayenge
K ye hai dunya iss mein jee lou
Khud bta, jee payenge
Zankadan ki zindagi se marr hi jaana behtar nai
Go with the flow? bhai phir aana tou koi rehbar nai
Jaadugar, maseeha na koi jungg ye larhne ayega
Apni madad aap ho tou khuda phir bachayega
Aur apni madad aap nai tou kon karega
Ye takht-e-musa py betha firoun karega
Aur ye tou tareeekh gawah hai na k jo aye jaib bharay
Systematic chor, mulk bas loan bharega
Kon banega? wazeer-e-azam ya saddar
Kia parhe mujhe farq brother? Jab momin nai hai koi bashar
Koi baki reh gayi hai qasar? Ye mera nai hai lashkar
Tayba, toubah! Jhangvi, sorry
I am sorry, mein nai hoon aap jesa
Mere py nai hai buht paisa
Mere mein nai hai okay yes sir
Rakhunga laga k bhassadh
Inke sarmaaye giraa kar
Inki laasho'n ko bichaa kar
Inhei'n faslo'n ko khila kar
Inke saro'n ko saja kar
Dando'n py, dhindhora peetunga
Jinki wajha se ye din dugni kar k bhi
2 waqt ki roti ko tarsay mazdoor
9 se le kar 6 tak bas hou ji huzoor
Kis ka qusoor? Jo kiss karty boot
Face py democracy, khud karty rule
Kaisi bureaucracy yahan wahan ghoom
Aap kardein, aap kardein, khud kar bhai tu
Tabb hi

Cheen le azaadi ye haweliyon mein bandd hain
Cheen le azaadi k ye ankhein ab bhi namm hain
Cheen le azaadi k ye tera hi tou haqq hai
Cheen le azaadi shayad bacha thora waqt

Bacha thora waqt ya phir bachi sirf umeed hai
Kafiyo ne kafi yahan kaat li musibatein
Hum seekhty, sambhalty, phir gir kar yun uthtay
K khuda bhi hairan apni ashraf ul makhlooq py
Khoob baantein pyaar lekin pyaar k ye qaabil nai
Laato'n k ye bhoot jaana baato'n se tou maanein nai
Paisay se bas pyaar usse aagy ka kuch janein nai
Har khoon in py maaf kitny baap wapis jatay nai
Maa takay raah k ye ayein tou hum khayenge kuch
Woh dabb gya bojh talay, ye bethay dabayein sach ko
Subha ko ek news chali, meine bhi afsos kiya
Phir ye ja aur woh ja, please na jagayein hum ko
Please na jagayein hum ko
Please na jagayein hum ko

Saaein out
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

Romanized

Writer: Syed Muhammad Ali
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Shah Saaein

Shah Saaein - Laal Salam Video
(Show video at the top of the page)

Performed By: Shah Saaein
Language: Hindi
Length: 3:14
Written by: Syed Muhammad Ali
[Correct Info]
Tags:
No tags yet