Ek naav akeli dariya mein kinaare KO dhoondhe kinaare KO dhoondhe re
Na uska koi raahi hai na hi koi maajhi hai na hi koi maajhi hai

Haan main hi wo naav hoon dariya mein Jo akeli hai duniya hi to dariya hai mujhko behte jaana yaha se door
Ek naav akeli dariya mein sawaalon ki lehron se ladte hi rehti hai
Manzil ka kuch pata nahi par badhte hi rehti hai behte hi rehti hai
Haan main hi wo naav hoon dariya mein Jo akeli hai duniya hi to dariya hai mujhko behte jaana yaha se door
Kaisa sama tha guzraa raahi dher saare the manzil pe jaana tha maajhi ke sahaare se aage badhna seekha tha jisne ab na jaane kin toofaano mein tanha ghoome re