Mein bhi saras hai
Mein zimedaar
Mein bhi tarse jo
Karu mein bhi paar
Mere
Ghar ke bhi Puche kamyaab
Kab hoyega tu
Unche vichaar rakho mummy
Haar hai hi nahi maanu kaise haar
Filaal mai bhi beat pe hu yaar
Call karu tujhe pyaar zimedaar
Kaafi lit mere gaane pade
Bahar
Par jaane kaise log
Jaane bina mujhe
Feel kiya nahi par tune suna mujhe
Aise kaise dekho kala ne bhi chuna mujhe
Saza kaise sunu bina guna suna mujhe
Dukh darr thaalu khushiyaan hazaar
Leke chalu phir tujhe mein bhi paar
Uss paar uss paar uss paar
Jaha wajah mile jeene ke hazaar
Darr dabe paav gaayab hone lage mere
Kyu ki jeene ke bhi wajah mere kaafi gehre
Aisi zindagi hai sab yaha bikhre hai
Yeh saasein bane jeeni ki auzaar
Mein bhi saras hai
Mein zimedaar
Mein bhi tarse jo
Karu mein bhi paar
Mere
Ghar ke bhi Puche kamyaab
Kab hoyega tu
Unche vichaar rakho mummy
Haar hai hi nahi maanu kaise haar
Filaal mai bhi beat pe hu yaar
Call karu tujhe pyaar zimedaar
Kaafi lit mere gaane pade
Bahar (Sunlo)